Nabi e Kareem Sallallahu Alayhi Wasallam Ke Zamane mein Logo Me se Sabse Behtar(Afzal) kaun
Hazrat Abdullah Ibne Umar Raziallahu Ta’ala Anhu Bayan Farmate Hai……
Ham Nabi e Kareem Sallallahu Alayhi Wasallam Ke Zamane mein Logo Me se Sabse Behtar(Afzal) Hazrat Abu Bakr Siddique Raziallahu taala anhu Ko Samjhte the.
Reference :Sahih Bukhari, Hadith no.3655.
